ALLAHI ALLAH KIYA KARO
Allahi Allah Kiya Karo Dukh na Kisi Ko Diya karo Jo dunya ka malik he Nam usi ka liya karo 1.Kab chahre pe jhot saja ke mitty he sachayi jhote ko dunya main hamesha milty Rusway sach ki rah pe chala karo dukh na kisi ko diya karo.............. 2.Shisha tot ke jur sakta he dil na jure gar tote kasi hain be dard woh insan piyar ka ghar jo lotain aesa zulm na kiya karo dukh na kisi........................... 3.Khud gharzi ki Is Dunya main piyar se jina sikho yon logon ka dil na dukha o rab se darna sikho sab se muhabat kiya karo dukh na kisi ko................ 4.har dam ache kam kare jo jag main nam kamaye sukh milta he us ko jahan main har dukh jo sah jaye har dam hanste raha karo dukh na kise ko diya karo Allahi allah Allahi allah